Best Shayari of Ahmad Faraz Part- 2

Us shakhs se Bas itna sa taluk hai Faraz Wo pareshan ho to humein neend nahin aati

 

Barbaad karne ke aur bhi raaste the Faraz

Na jane unhe muhabbat ka hi khyal kyun aaya

 

Tu bhi to aaine ki Tarah bewafa nikal Faraz

Jo samane aaya usi ka ho Gaya

 

Bach na saka khuda bhi muhabbat ke takaazon se Faraz

Ek mahboob ki khatir sara jahan bana dala

 

Maine aazad kiya apni wafaao se Tujhe

Bewafaai ki saza mujhko suna di jaye

Also Read

Bonny Squirrel photography by Vadim Trunov a Russian photographer

"Small faces with huge reactions", LOL Babies Funny And Quick Reactions

Computer Awareness Questions Asked In Bank Exams

 

Related News

Join NewsTrack Whatsapp group