Urdu has a magical charm to it that no other language offers. And people are drawn to this poetic language for its aesthetic sensibilities and unparalleled sophistication. Among the great Urdu poets that we have, Wasim Barelvi is a renowned name. His poetry is replete with love and passion and makes one come to terms with the estrangement and loneliness that comes with heartbreak. āsmāñ itnī bulandī pe jo itrātā hai bhuul jaatā hai zamīñ se hī Nazar aatā hai aise rishte kā bharam rakhnā koī khel nahīñ terā honā bhī nahīñ aur tirā kahlānā bhī apne chehre se jo zāhir hai chhupā.eñ kaise terī marzī ke mutābiq Nazar aa.eñ kaise apnī is aadat pe hī ik roz maare jā.eñge koī dar khole na khole ham pukāre jā.eñge bahut se ḳhvāb dekhoge to āñkheñ tumhārā saath denā chhoḌ deñgī bhare makāñ kā bhī apnā Nasha hai kyā Jaane sharāb-ḳhāne meñ rāteñ guzārne vaalā charāġh ghar kā ho mahfil kā ho ki mandir kā havā ke paas koī maslahat nahīñ hotī dukh apnā agar ham ko batānā nahīñ aatā achchhā hai mere haal kī un ko ḳhabar nahī ham ye to nahīñ kahte ki ham tujh se baḌe haiñ lekin ye bahut hai ki tire saath khaḌe haiñ Also Read Video: Watch the different versions of a mother According To Vastu, The 'Right' Direction For Planting A Money Plant Turmeric The Magic Herb According To Vedic Astrology