Perform this Aarti of Ganesha on Ganesh Chaturthi
Perform this Aarti of Ganesha on Ganesh Chaturthi
Share:

Lord Ganpati is considered the God of knowledge and Art. The festival of Ganesh Chaturthi is going to be celebrated on 22 August. Today we have brought Ganesha Aarti which is necessary to be performed on Ganesh Chaturthi. It is said that after establishing Ganesh idol, do Aarti to please him. 

Aarti of Ganesh

Jai Ganesh Jai Ganesh,

Jai Ganesh Deva ।

Mata Jaki Parvati, Pita Mahadeva ॥

Ek dant dayawant, char bhuja dhari ।

Mathe par tilak sohe, muse ki sawari ॥

Paan chadhe phool chadhe, aur chadhe mewa ।

Laduan ka bhog lage, sant kare sewa ॥

Jai Ganesh Jai Ganesh, Jai Ganesh Deva ।

Mata Jaki Parvati, Pita Mahadeva ॥

Andhe ko aankh det, kodhin ko kaya ।

Baanjhan ko putra deta, nirdhan ko maya॥ '

Sur' shaam sharan aaye, safal ji jiye sewa ।

Mata Jaki Parvati, Pita Mahadeva ॥

Jai Ganesh Jai Ganesh, Jai Ganesh Deva ।

Mata Jaki Parvati, Pita Mahadeva ॥

Deenan ki laaj rakho, Shambhu sutakari ।

Kamana ko purna karo, jaoon balihari ॥

Jai Ganesh Jai Ganesh, Jai Ganesh Deva ।

Mata Jaki Parvati, Pita Mahadeva ॥

Rishi Panchami: Know how and why this fast is important for women?

Try these tricks in Ganeshotsav to get money benefit

Ganesh Chaturthi: Things to keep in mind during Ganesh Chaturthi fast

Join NewsTrack Whatsapp group
Related News