These 10 dialogues from 'Pink' will give you goosebumps !
These 10 dialogues from 'Pink' will give you goosebumps !
Share:

tyle="text-align: justify;">Here are the 10 powerful and strong dialogues from Amitabh Bachchan and Taapse Pannu’s Pink:

  1. “Kisi bhi ladki ko, kisi bhi ladke ke saath, kahi bhi akele nahi jana chahiye. Kyunki aisa karne pe, wahan ke log ye assume kar lete hai ki wo ladki willingly wahan pe aayi hai aur unhe usse touch karne ka license issue kar dia gaya hai.”
  2. “Hamare yaha ghadi ki sui, character decide karti hai”
  3. “Agar ladkiyan, ladkon ke saath dinner ya drinks pe jaati hai to ye unki apni choice hoti hai. Avaialable hone ka sign board nahi bankar jaati hain vo.”
  4. “Kisi bhi ladki ko kisi bhi ladke ke saath baith kar sharaab nahi peeni chahiye, kyunki agar wo aisa karti hai, to ladke ko ye indicate hota hai ke agar ladki mere saath baithkar sharaab pee sakti hai to wo uske saath sone ke liye bhi katrayegi nahi.”
  5. “‘Na’ sirf ek shabd nahi… apne aap mein pura vakya hai. Ise kisi tark, spashtikaran,explanation ya vyakhya ki jaroorat nahi hoti.”
  6. “Rock show mei hai to hint hai. Library ya mandir mein hai to hint nahi hai! Venue decide karta hai aapka character.”
  7. “Jo ladkiyan party mei jaati hai aur drink karti hai, wo pushtaini hak ban jaati hai aapka”
  8. “Shahar mein ladkiyon ko akela nahi rehna chahiye. Ladke reh sakte hai par ladkiyan nahi. Akeli, independent ladkiyan, ladkon ko confuse kar deti hai.”
  9. “These boys must realise that No ka matlab No hota hai. Use bolne wali ladki koi parichit ho, friend ho, girlfriend ho, koi sex worker ho ya aapki apni biwi hi kyu na ho. ‘No’ means no and when someone says No, you stop.”
  10. “Aaj tak hum log ek galat direction mein effort karte rahe hai. We should save our boys, not the girls . Because if we save our boys then our girls will be safe.”
Join NewsTrack Whatsapp group
Related News